歌词塔 搜索歌曲

Aaya Na Tu歌词

歌手:Arjun Kanungo 专辑:Aaya Na Tu

作词 : Kunaal Vermaa
作曲 : Arjun Kanungo
Tum kabhi na kahoge,
Kyun na hum hi ye bol de,
Ho kahan ye batao,
Hum wahan chal ke aa jayenge,
Bheege bheege mausam khile the jahan,
Tere mere raste mile the jahan,
Bahon mein teri din dhale the jahan,
Aa gaya main wo.
Magar aaya na tu, aaya na tu, aaya na tu,
Magar aaya na tu, aaya na tu, aaya na tu,
Baithe baithe sochu kabhi main tujhe,
Ankhon ko meri tu kahin na dikhe,
Aise mein main aawaz dun toh kise,
Hoon yahin main wo.
Magar aaya na tu, aaya na tu, aaya na tu,
Magar aaya na tu, aaya na tu, aaya na tu,
Socha tha agar main milungi tujhe,
Mere dil ki baatein kahungi tujhe,
Shayad tu badi door hai ja chuka,
Main akeli reh gayi na jaane tu kahan kho gaya,
Jaate jaate tu mud ke phir dekh le,
Dil kehta hai phir ek dafa dhoond le,
Aayegi kabhi woh yahin laut ke,
Hoon yahin main ho
Magar aaya na tu, aaya na tu, aaya na tu,
Magar aaya na tu, aaya na tu, aaya na tu,
Magar aaya na tu, aaya na tu, aaya na tu,
Magar aaya na tu, aaya na tu, aaya na tu
更多>

Arjun Kanungo最新专辑

更多>

Arjun Kanungo最新歌曲