歌词塔 搜索歌曲

Yeh Mera Dil - Album Version歌词

歌手:Asha Bhosle 专辑:Asha Once More

作词 : Indivar
作曲 : Kalyanji Anandji
Yeh Mera Dil -Asha Bhosle
Written by :Kalyanji/Anandji/Indivar
Yeh mera dil
Mera dil
Yeh mera dil pyaar ka deewana
Deewana deewana pyar ka parwana
Aata hai mujhko pyar mein jal jaana
Mushqil hai pyare tera bachke jaana
Yeh mera dil pyaar ka deewana
Deewana deewana pyar ka parwana
Dil woh chahe jise chahe jise use paaye
Pyar woh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye
Dil woh chahe jise chahe jise use paaye
Pyar woh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye
Jaan ke badle mein jaan loon nazrana
Yeh mera dil pyar ka deewana
Deewana deewana pyar ka parwana
Aata hai mujhko pyar mein jal jaana
Mushqil hai pyare tera bachke jaana
Yeh mera dil pyaar ka deewana
Deewana deewana pyar ka parwana
Pal pal ik halchal dil mein ik toofan hai
Aane ko hai woh manzil
Jiska mujhe armaan hai
Pal pal ik halchal dil mein ik toofan hai
Aane ko hai woh manzil
Jiska mujhe armaan hai
Bhoolega na tujhe dil ka yeh takrana
Yeh mera dil
Oh mera dil
Yeh mera dil pyar ka deewana
Aata hai mujhko pyar mein jal jaana
Mushqil hai pyare tera bachke jaana
Yeh mera dil pyar ka deewana
Deewana deewana pyar ka parwana
Yeh mera dil pyar ka deewana
Deewana deewana pyar ka parwana
Yeh mera dil pyar ka deewana
Deewana deewana pyar ka parwana
更多>

Asha Bhosle最新专辑

更多>

Asha Bhosle最新歌曲