歌词塔 搜索歌曲

Roke Na Koi歌词

歌手:Armaan Malik 专辑:Armaan

作词 : Vayu
作曲 : Armaan Malik
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahi baaqi rehna
Mujhe neend aaye jo akhiri
Tum khaabo mein aate rehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahi baaki rehna
Kisi roz baarish jo aaye
Samaj lena boondo mein main hu
Subah dhoop tumko sataaye
Samaj lena kirno mein main hu
Kisi roz baarish jo aaye
Samaj lena boondo mein main hu
Subah dhoop tumko sataaye
Samaj lena kirno mein main hu
Kuch kahun ya na kahun
Tum mujhko sadaa sunte rehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Hawaon mein lipta huva main
Guzar jaoonga tumko choo ke
Agar mann ho to rok lena
Thehar jaoonga in labo pe
Hawaon mein lipta huva main
Guzar jaoonga tumko choo ke
Agar mann ho to rok lena
Thehar jaoonga in labo pe
Main dikhoon ya na dikhoon
Tum mujhko mehsoos karna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Bas itna hai tumse kehna
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahi baaqi rehna
更多>

Armaan Malik 最新专辑

更多>

Armaan Malik 最新歌曲