歌词塔 搜索歌曲

Aati Kya Khandala歌词

歌手:Jatin-Lalit 专辑:Ghulam

Aye ... kya bolti tu
Aye ... kya main bolun
Sun ... suna
Aati kya Khandala
Kya karoon aake mein Khandala
Ghoomenge, phirenge, nachenge, gaaenge
Aish karenge aur kya

Aye ... kya bolti tu
Aye ... kya main bolun
Sun ... suna
Aati kya Khandala
Kya karoon aake mein Khandala
Arre ghoomenge, phirenge, nachenge, gaaenge
Aish karenge aur kya

Aye ... kya bolti tu
Aye ... kya main bolun

Barsaat ka season hai Khandala jaake kya karna
Barsaat ke season mein hi toh maza hai meri maina
Bheegungi main sardi khansi ho jayegi mujhko
Chaata leke jayenge pagal samjhi kya mujhko

Kya karoon samajh mein aaye na
Kya kahoon tujhse main jaanu na
Arre itna tu kyun soche
Main aage tu peeche
Bas ab nikalte hai, aur kya

Aye ... kya bolti tu
Arre aye ... kya main bolun

Lonavle mein chikki khaenge, waterfall pe jayenge
Khandala ke ghat ke upar photo kheechke aaenge
Haan bhi karta, na bhi karta dil mera deewana
Dil bhi sala party badle kaisa hai zamana

Phone laga tu apne dil ko zara
Pooch le aakhir hai kya manjra
Arre pal mein phisalta hai
Pal mein sambhalta hai
Confuse karta hai, bas kya

Aye ... kya bolti tu
Aye ... kya main bolun
Sun ... suna
Aati kya Khandala
Arre kya karoon aake mein Khandala
Ghoomenge, phirenge, nachenge, gaaenge
Aish karenge aur kya

Aye ... kya bolti tu
Aye ... kya main bolun

更多>

Jatin-Lalit最新专辑

更多>

Jatin-Lalit最新歌曲