歌词塔 搜索歌曲

Deewano Ko Pata Hai歌词

作词 : Sameer Anjaan
作曲 : Jatin Pandit/Lalit Pandit
Deewano ko ata hai yeh ishq to nasha hai
Milti hai bechaini is mein din katta na mere yaar
Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil baar baar
Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyaar
Deewano ko pata hai yeh ishq to nasha hai

Deewano ko pata hai
Ek madhoshi shaam sher hai teri mohabbat ka yeh asar hai
Yaad teri aati hai tanhaayi jaati hai yeh bekhudi koyi jaane na
Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil baar baar
Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyaar
Deewano ko pata hai
Khushboo teri hai in saason mein sapne tere hai in aankhon mein
Rang tera chalka hai hosh nahin pal ka hai
Maane koyi na chaahe maane na
Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil baar baar
Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyaar
Deewano ko pata hai yeh ishq to nasha hai
Milti hai bechaini is mein din katta na mere yaar
Tere bina ek pal na rehna kehta hai dil baar baar
Tu hai meri aakhri tamanna tu hai mera pehla pyaar
更多>

Jatin-Lalit最新专辑

更多>

Jatin-Lalit最新歌曲