歌词塔 搜索歌曲

Ghar Yaad Aata Hai Mujhe歌词

歌手:Ram Sampath 专辑:Satyamev Jayate

wo garmiyan ki raat
wo jaade ki baat
wo paani ka matka rasoi ke swaad
sab satata hai mujhe
ghar yaad aata hai mujhe
saathi ik saath hai
itni si baat hai
wo ped wo aangan dikhana hai use
kehta hai mann mujhe
ghar yaad aata hai mujhe
jin dilon mein raha main barson tak
ek hissa un mein mera bhi tha
phir wahin rehna hai mujhe
ghar yaad aata hai mujhe
sehme chaukhat pe khade
mera mann ye kahe
pyaar karna seekha tha tumse
pyaar tumse phir paana hai
kitni doge saza ak to de do duaa
intezaar ak hai mujhe
ghar yaad aata hai mujhe
更多>

Ram Sampath最新专辑

更多>

Ram Sampath最新歌曲