歌词塔 搜索歌曲

Tukur Tukur歌词


作词:Amitabh Bhattacharya/作曲:Pritam

Tukur tukur, tukur tukur
Tukur tukur dekh taka tak (x4)

Dil mein haan hai hothon pe na
Dil mein haan hai hothon pe na
Bhare bazar mein dil tod gayi zalima

Tukur tukur, tukur tukur
Tukur tukur dekh taka tak (x2)

Aashikon ki jaan le gayi
Aashikon ki jaan le gayi
Kaahe rumal magar chod gayi zalima

Tukur tukur, tukur tukur
Tukur tukur, dekh taka tak (x2)

Chaahne waale tere jitne hazar sanam
Badhke humse nahin honge dildar sanam
Yeh zamana hai bewafa, to
Yeh zamana hai bewafa
Mile mushkil se wafaadar koyi baalma

Tukur tukur, tukur tukur
Tukur tukur, dekh taka tak (x4)

Ayi yei yei ya Vasco da Gama
Ayi yei yei ya pagdi pyjama
Ayi yei yei ya Vasco da Gama
Ayi yei yei ya pagdi pyjama

Hosh mein hi sahi
Magar gustakhiyan hon zara
Aa tujhe choom lu
Bhale badnamiyan hon zara

Hosh mein hi sahi
Magar gustakhiyan hon zara
Aa tujhe choom lu
Bhale badnamiyan hon zara

Husn hai bekabu agar
Husn hai bekabu agar
Kaahe jazbat ko kaabu mein rakhe baalma

Tukur tukur, tukur tukur
Tukur tukur, dekh taka tak (x4)

Ayi yei yei ya Vasco da Gama
Ayi yei yei ya pagdi pyjama
Ayi yei yei ya Vasco da Gama
Ayi yei yei ya pagdi pyjama

Pyar kya cheez hai
Peecha chode na woh marz hai
Umra bhar sar se jo
Miyan utre na woh karz hai
Is-se bach ke rehna zara
Is-se bach ke rehna zara
Nazar-andaz na kar mashwara yeh kaam ka

Tukur tukur, tukur tukur
Tukur tukur dekh taka tak (x2)

更多>

Pritam最新专辑

更多>

Pritam最新歌曲