Raftaarein歌词
veeraaa...
Yeh sarrati sarrati raftarein hain
Aagey bas manzil hai, peeche hawayein hain
veeraaa...
Yeh sarrati sarrati raftaarein hain
Aagey bas manzil hai, peeche hawayein hain
Tharrata tharrata ik toofan jo
Chhoo ke jo guzre toh
Tham jaati rahein hain
veera, veeraaaa .....veeraaa.....
Ziddi iraada hai koi
Kismat ki ik jo na maane
Dil ka ik shola junoon ka
Khole ujaalon ke khaare
Raaton ko cheere, subah ki teerein
Kaali zanjeerein todh ke hi bana din naya
Waqt ne kuch aisa, lamha chuna ho
Saare itihaason pe jo chhodega apne nishaan
Sarrati sarrati raftaarein hain
Aagey bas manzil hai, peeche hawayein hain
Tharrata tharrata ik toofan jo
Chhoo ke jo guzre toh
Tham jaati rahein hain
Mushkil woh mushkil hi kya hai
Baazi jo jaan pe na aaye
Ho gir hain bhi gir hain kahaan hain
Aasani se khul jo jaaye
Khayaalon mein bhi jo
Mumkin nahin ho
Wohi kar dikhana
Himmaton ki toh pehchaan hai
Khud mein khudi ka
Kuch bhi kahaan hai
Jaan bus wohi hai
Yaarion pe jo qurbaan hai
Sarrati sarrati raftaarein hain
Aagey bas manzil hai, peeche hawayein hain
Hey hey harrata tharrata ik toofan jo
Chhoo ke jo guzre toh
Tham jaati rahein hain
veera, veera .....