歌词塔 搜索歌曲

Sanwal歌词

歌手:Junoon 专辑:Best Of

作曲 : Ahmad, Zafar
Yeh dil kiyoun tumhara
itna bay yaqeen hai
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha
Yeh dil kiyoun tumhara
itna bay yaqeen hai
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha
Issi dasht kay udhar hai koi dosra kinara
Issi dasht kay udhar hai koi dosra kinara
Wahan jao gaey to ho gaa koi muntazir tumhara
Yeh dil kiyoun tumhara
itna bay yaqeen hai
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha
-- guitar solo --
Yeh jo piyaas ka hai sehra
Issay paar karna ho gaa
Yeh jo piyaas ka hai sehra
Issay paar karna ho gaa
Kaee baar jeena ho gaa
Kaee baar jeena ho gaa
Kaee baar marna ho gaa
Yeh dil kiyoun tumhara
itna bay yaqeen hai
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha
Keh sanwal nahin raha
更多>

Junoon最新专辑

更多>

Junoon最新歌曲