Tajdar e Haram Qismat mein meri chain se jeena likh de Doobe naa kabhi mera safeena likh de Jannat bhi gawaarah hai magar mere liye Ay kaatib-e-taqdeer madeena likh de Tajdaar-e-haram Tajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam Tajdaar-e-haram ho nigaah-e-karam Ham ghareebon ke din bhi sanwar jaaenge Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan Aap ke dar se khaali agar jaaenge Tajdaar-e-haram Tajdaar-e-haram Koyi apna nahin gham ke maare hain ham Koyi apna nahin gham ke maare hain ham Aap ke dar pe faryaad laaye hain ham Ho nigaah-e karam warna chaukhat pe ham Ho nigaah-e karam warna chaukhat pe ham Aap ka naam le le ke mar jaaenge Tajdar-e haram Tajdar-e haram Kya tumse kahoon ay 'arab ke kunwar Tum jaante ho man ki batiyaan Dar furqat-e to ay ummi-laqab Kaate nah kate hain ab ratiyaan Tori preet mein sudh-budh sab bisri Kab tak yih rahegi be-khabari Gaahe ba-figan duzdeedah nazar Kabhi sun bhi to lo hamari batiyaan Aap ke dar se koyi na khaali gaya (Aap ke dar se koyi na khaali gaya) Aap ke dar se koyi na khaali gaya Apne daaman ko bhar ke sawaali gaya (O.. apne daaman ko bhar ke sawaali gaya) Ho habeeb-e hazeen Ho habeeb-e hazeen par bhi aaqa nazar Warna auraaq-e hasti bikhar jaaenge (Ho habeeb-e hazeen par bhi aaqa nazar Warna auraaq-e hasti bikhar jaaen ge) Tajdar e haram Tajdar e haram Mai-kasho aao aao madeene chalein (Madeene chalen Madeene chalen Madeene chalen) Mai-kasho aao aao madeene chalein (Madeene chalen Madeene chalen Madeene chalen) Aao madeene chalen Aao madeene chalen Isi maheene chalen Aao madeene chalen (Aao madeene chalen Aao madeene chalen Isi maheene chalen Aao madeene chalen) Tajalliyon ki ajab hai faza madeene mein (Tajalliyon ki ajab hai faza madeene mein) Nigaah-e shauq ki hai intiha madeene mein (Nigaah-e shauq ki hai intiha madeene mein) Gham-e hayaat nah khauf-e qaza madeene mein (Gham-e hayaat nah khauf-e qaza madeene mein) Namaaz-e ishq karenge ada madeene mein (Namaaz-e ishq karenge ada madeene mein) Ba-raah-e raast hai raah-e Khuda madeene mein Aao madeene chalen Aao madeene chalen Isi maheene chalen Aao madeene chalen Mai-kasho aao aao madeene chalen (Mai-kasho aao aao madeene chalen) Dast-e saaqi-ye kausar se peene chalen (Dast-e saaqi-ye kausar se peene chalen) Yaad rakkho agar Yaad rakkho agar (Yaad rakkho agar Yaad rakkho agar) Uṭh gayi ik nazar Jitne khaali hain sab jaam bhar jaaenge (Yaad rakkho agar uth gayi ik nazar) Woh nazar jitne khaali hain sab jaam bhar jaaenge Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram Khauf-e toofaan hai bijliyon ka hai ḍar (Khauf-e toofaan hai bijliyon ka hai ḍar) Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaen ham (Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaen ham) Aap hi gar na lenge hamaari khabar Ham museebat ke maare kidhar jaaenge (Aap hi gar na lenge hamaari khabar Ham museebat ke maare kidhar jaaenge Taajdar e haram Taajdar e haram) Ya Mustafa ya Mujtaba irham lana, irham lana Dast-e hamah be-chaara ra Daamaan tu-hi, daamaan tu-hi Man 'aasi-yam man 'aajiz-am Man be-kas-am haal-e mara Pursaan to-ye pursaan to-ye Ay mushk-bed 'ambar-fishaan Paik-e naseem-e subh-dam Ay chaarah-gar 'eesa-nafas Ay moonis-e beemaar-e gham Ay qaasid-e farkhundah pah Tujh ko usi gul ki qasam In nalti ya reeh as-saba Yauman ila ard il-haram Balligh salaami raudatan Feeh an-nabi yul-mohtaram Taajdaar-e-haram ho nigaah-e karam (Taajdaar-e haram ho nigaah-e karam) Ham gharibon ke din bhi sanwar jaaen ge Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan (Haami-ye be-kasaan kya kahega jahaan) Aap ke dar se khaali agar jaaen ge Taajdaar-e haram Taajdaar-e haram Taajdaar-e haram...