[00:00.000] 作词 : Irshad Kamil [00:30.43]Ab na mujhko yaad beeta [00:32.25]Main toh lamhon mein jeeta [00:34.27]Chala ja raha hoon [00:35.88]Main kahaan pe ja raha hoon [00:38.19]Kahaan hoon [00:40.56]Iss yaqeen se main yahan hoon [00:45.30]Ki zamana yeh bhala hai [00:47.39]Aur jo raah mein mila hai [00:49.25]Thodi door jo chala hai [00:51.09]Woh bhi aadmi bhala tha [00:52.83]Pata tha [00:55.95]Zara bas khafa tha [01:00.79]Woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi [01:04.64]Woh rasta puraana jisey yaad aana [01:08.20]Zaroori tha lekin jo roya mere bin [01:12.18]Wo ek mera ghar tha [01:15.84]Puraana sa darr tha [01:19.73]Magar ab na main apne ghar ka raha [01:27.30]Safar ka hi tha main safar ka raha [01:38.58]Idhar ka hi hoon na udhar ka raha [01:42.49]Safar ka hi tha main safar ka raha [01:46.16]Idhar ka hi hoon na udhar ka raha [01:49.89]Safar ka hi tha main safar ka raha [01:53.36]Main raha o o [01:57.31]Main raha wo o [02:00.95]Main raha [02:46.89]Meel pattharon se meri dosti hai [02:50.74]Chaal meri kya hai raah jaanti hai [02:54.07]Jaane rozana zamana wohi rozana [03:01.76]Shehar shehar fursaton ko bechta hoon [03:06.18]Khaali haath jaata khaali lautta hoon [03:09.23]Aise rozana rozana khud se begana [03:16.90]Jabse gaanv se main shehar hua [03:20.48]Itna kadva ho gaya ki zehar hua [03:24.18]Main toh rozana [03:27.24]Na chaaha tha yeh ho jaana maine [03:35.78]Ye umrr waqt raasta guzarta raha [03:43.43]Safar ka hi tha main safar ka raha [03:54.75]Idhar ka hi hoon na udhar ka raha [03:58.44]Safar ka hi tha main safar ka raha [04:02.23]Idhar ka hi hoon na udhar ka raha [04:05.48]Safar ka hi tha main safar ka raha [04:09.69]Main raha oo [04:13.36]Main raha wo [04:39.84]Main raha [04:41.25]Main raha [04:47.73]Main raha [04:57.85]Main raha [05:02.43]Main raha [05:09.94]Main raha [05:13.84]Main raha [05:21.49]Main raha [05:24.59]Main raha [05:32.73]Main raha