Tukur Tukur 作词:Amitabh Bhattacharya/作曲:Pritam Tukur tukur, tukur tukur Tukur tukur dekh taka tak (x4) Dil mein haan hai hothon pe na Dil mein haan hai hothon pe na Bhare bazar mein dil tod gayi zalima Tukur tukur, tukur tukur Tukur tukur dekh taka tak (x2) Aashikon ki jaan le gayi Aashikon ki jaan le gayi Kaahe rumal magar chod gayi zalima Tukur tukur, tukur tukur Tukur tukur, dekh taka tak (x2) Chaahne waale tere jitne hazar sanam Badhke humse nahin honge dildar sanam Yeh zamana hai bewafa, to Yeh zamana hai bewafa Mile mushkil se wafaadar koyi baalma Tukur tukur, tukur tukur Tukur tukur, dekh taka tak (x4) Ayi yei yei ya Vasco da Gama Ayi yei yei ya pagdi pyjama Ayi yei yei ya Vasco da Gama Ayi yei yei ya pagdi pyjama Hosh mein hi sahi Magar gustakhiyan hon zara Aa tujhe choom lu Bhale badnamiyan hon zara Hosh mein hi sahi Magar gustakhiyan hon zara Aa tujhe choom lu Bhale badnamiyan hon zara Husn hai bekabu agar Husn hai bekabu agar Kaahe jazbat ko kaabu mein rakhe baalma Tukur tukur, tukur tukur Tukur tukur, dekh taka tak (x4) Ayi yei yei ya Vasco da Gama Ayi yei yei ya pagdi pyjama Ayi yei yei ya Vasco da Gama Ayi yei yei ya pagdi pyjama Pyar kya cheez hai Peecha chode na woh marz hai Umra bhar sar se jo Miyan utre na woh karz hai Is-se bach ke rehna zara Is-se bach ke rehna zara Nazar-andaz na kar mashwara yeh kaam ka Tukur tukur, tukur tukur Tukur tukur dekh taka tak (x2)